Kaun Tujhe & Kuch Toh Hai | Armaan Malik

Share With Friends :

Kaun Tujhe & Kuch Toh Hai Mashup sung by Armaan Malik and music given by Amaal Mallik and lyrics penned by Manoj Muntashir.

Kaun Tujhe & Kuch Toh Hai | Armaan Malik

Song : Kaun Tujhe & Kuch Toh Hai

Singer : Armaan Malik

Lyrics : Manoj Muntashir

Music By : Amaal Mallik

Release year : 2017

Kaun Tujhe & Kuch Toh Hai Lyrics

Tu aati hai seene mein
Jab jab saansein bharta hoon
Tere dil ki galiyon se
Mere har roz guzarta hoon

Hawaon ke jaise chalti hai tu
Main ret jaise udta hoon

Kaun tujhe yun pyar karega
Jaisa main karta hoon

Ae haa… Hey aa hey aaa…
Hey aa hey o hmmm hey..

Mujhse zyada mere jaisa
Koi hai toh hai tu

Dil na jaane dil mera kyun
Tujhko na de sakun

Kuch toh hai jo dil ghabraye
Kuch toh hai jo saans na aaye
Kuch toh hai jo hum honto se
Kehte kehte keh na paye

Ae haa… Hey aa hey aaa…
Hey aa hey o hmmm hey

Meri nazar ka safar
Tujhpe hi aake ruke
Kehne ko baaki hai kya
Kehna toh jo keh chuke

Meri nigahein teri nigahon pe
Tujhe khabar kya bekhabar

Hmmm ae ae… Aaa…